Free Videos Dekhiye — Smartious App | CA Piyush Gupta
CA Piyush Gupta
CA Piyush Gupta Chartered Accountant (ICAI)
Official App

Mission 50,000

Accountant banke
har mahine ₹50,000 kamaiye

CA degree ke bina bhi. GST, ITR, Tally, Excel ki practical training — Hindi mein. App mein 20+ ghante ke videos bilkul free hain.

FREE APP · GOOGLE PLAY Free Videos Dekhiye iPhone? App Store se lijiye

Bilkul free · 30 second mein install · koi payment nahi

3 Lakh+Students
4.9★Play Store
18CA Certificates

App ke andar aapko
kya milega?

App download kijiye aur Free Section kholiye — bina ek rupaya diye.

Free Section — 20+ ghante videos

Earning roadmap, career guidance aur practical lessons. Bilkul free, abhi dekhiye.

Hindi mein practical training

GST, Income Tax, Tally, Excel — sirf theory nahi, wahi kaam jo office mein karna padta hai.

Course fees sirf ₹149 se shuru

Aur usme bhi certificate included. Jeb par bojh nahi — sikhne ka poora mauka.

18 CA-signed certificates

Resume mein lagane layak — ek qualified Chartered Accountant ke signature ke saath.

Doubt forum + offline download

Sawaal poochiye, jawab paaiye. Lectures download karke bina internet ke padhiye.

2 minute mein poori baat

Kaise ek fresher 60 din mein job-ready banta hai.

Earn ₹50,000 — CA Piyush Gupta

Poori training app ke andar hai — abhi install kar lijiye.

Aapke Educator

CA Piyush Gupta

CA Piyush GuptaChartered Accountant (ICAI)

Founder — Smartious Institute, Haridwar. Pichhle 5 saal se sirf ek hi mission — Hindi mein practical accounting sikhana, taaki bina CA degree ke bhi accountant achhi salary kama sake.

7+ YearsCA Practice
3 Lakh+Students
20+Books Likhi

Freshers ke liye ladne wale CA

Junior accountants aur commerce graduates ko practical skill dena — yahi ek kaam.

First attempt mein CA clear

Aur 20+ tax & accounting books likhi — padhaane ka tareeka kitaabon se aata hai.

National media mein feature

Amar Ujala, Dainik Jagran, Hindustan aur Dailyhunt mein kaam ki coverage.

Rising Star Award Innovative Teacher Award Haridwar Gaurav Sammaan Student's Choice Award

Free videos aaj hi dekhiye

App install kijiye, mobile number se login kijiye — Free Section turant khul jayega.

FREE APP · GOOGLE PLAY Free Videos Dekhiye iPhone? App Store se lijiye